Kehny Ko Bhara Shehr Hai, Tanhaai Bohat Hai

Ever Loved,
Flirted or got hurt
Do true love still exists?
Poems & Shaiery

Moderator: maria

Kehny Ko Bhara Shehr Hai, Tanhaai Bohat Hai

Postby Hassan khan » Tue Oct 08, 2013 7:43 pm

Ab Shoq-e-Safar, Khwahish-e-Yakjaai Bohat Hai,

Dushman Hi Milay Raah Me Tanhai Bohat Hi,

Hum Kon Se Ghalib Thay K Shohrat Hamen Milti,

Duniya, Teri Itni Bhi Pazeerai Bohat Hai,

Zakhmon Ki Numaaish Ka Saleeqa Nahi Hum Ko,

Wo Hain K Unhen Shoq-e-Masihaai Bohat Hai,

Logon Se Taaruf, Na Koi Jaan Na Pehchan,

Dil Hai K Isi Bazam Ka Shedaai Bohat Hai,

Galiyon Me Magar Koi Dareecha Nhi Khulta,

Aaps Me Yahan Shor-e-Shanasai Bohat Hai,

Shaamen Hain Bohat Veraan Barsat Me Jaana,

Kehny Ko Bhara Shehr Hai, Tanhaai Bohat Hai

HASSAN KHAN
0300 6739249

User avatar
Hassan khan
Visitor
Visitor
 
Posts: 45
Joined: Tue Oct 28, 2008 10:54 pm

Return to POETRY LOVERS

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 3 guests
cron