Page 1 of 1

Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 9:59 am
by abdulsaboor
\*C*\
\*H*\
|*A*|
/*N*/
/*D*/
\*M*\
\*U*\
|*B* |
/*A*/
/*R*/
/*A*/
/*K*/
ZIL HAJJ ka ALLAH PAK ap ko ar ap kay ghar walo ko apna
HIFZO AMAAN ma rakhyn ar har khusi naseeb kryn AMIN
Write Own Chand Raat Sms to karo

Re: Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 9:59 am
by abdulsaboor
-””’-.,.-””’-.
‘. Dil .’
‘ . Ki . ‘
Gehrayio se
.
Apko or Apki family ko Eid-ul-Azha ka chand mubarak ho.

Re: Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 9:59 am
by abdulsaboor
Raat Ko Naya Chand Mubarak,
Chand Ko Chandni Mubarak,
Falak Ko Sitare Mubarak.
Sitaroon Ko Bulandi Mubarak.
Aur Aap Ko Hamari Taraf Se:
Eid MUBARAK

Re: Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 10:00 am
by abdulsaboor
Rahmato ki he ye raat,
Namazo ka rakhna sath,
Manwa lena Rab say har baat,
Duaon mein rakhna Humein yaad.
Mubarak ho ap ko RAMADAN ki CHAAD RAAT.

Re: Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 10:00 am
by abdulsaboor
Khalqat-e-Khuda Aaj ronay ko hai.
Mah-e-Ramazan bhi Juda honay ko hai.
Socho zara kya paya hum ne.
Kya Apny Rabb ko Manaya hum ne?
Kya Jany Kabhi Naseeb Ab ye Maah ho na ho.
Rab ki Rehmat ka kya Haq paya hum ne?
Alvida Maah-e-Ramzan.

Re: Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 10:01 am
by abdulsaboor
chand Raat Sms
Chand aaya hey nikal har simt ujala hoga
Mehfil-e-Eid ka manzar dilkash nirala hoga
Tum jo aajao ae janab-e-mann
Rang-e-Eid dekhney wala hoga
Eid Mubarak

Re: Chand Raat Sms

Posted: Thu Mar 25, 2010 10:01 am
by abdulsaboor
<zarori elaan>
Mufti Munib Ur Rehman ka chasma
gum hogaya hai.
lehaza eid ka faisla un ki
saas karen gi
yad rahe un ki saas ka
taluq Peshawar se hai.